Kaise Kare कैसे करे

हर चीज़ की जानकारी हिन्दी मे

kaise kare
  • Blogging
  • Life
    • Motivational
  • Health
    • Motapa
    • Height Badhane Ke Liye
  • Pyaar
    • Rishtey
    • Sundarta
  • Kheti
  • Padhai
    • Career
    • Study
    • Computer
  • Tyohar
  • Yoga
  • Sports
  • ☎
Best Hindi Blog Home » Happy Jindagi » Tyohar - Fastivals » Bhagwan Ki Puja Kaise Kare – भगवान की आरती कैसे करे – Jankari HINDI Me

Bhagwan Ki Puja Kaise Kare – भगवान की आरती कैसे करे – Jankari HINDI Me

4th मार्च 2018 by Kaise Kare

Bhagwan Ki Puja Kaise Kare - भगवान की आरती कैसे करे - Jankari HINDI Me

Bhagwan Ki Puja Kaise Kare – भगवान की आरती कैसे करे – Jankari HINDI Me

Bhagwan Ki Puja Kaise Kare

Bhagwan Ki Puja Kaise Kare – Aarti Karne Ki Jankari Hindi Me. Sukhi aur samrudhashill jeevan ke liye devi devtaon ke puja ki parampara kaafi purane samay se chali aa rahi hai. Aaj bhi badi sankhyaa me log is parampara ko nibhate hai. Puja se hamari manokamanye purna hoti hai. Lekin puja karte samay kuch khas niyamon ka paalan bhi kiya jaana chahiye. Anyatha puja ka subh fal purn rup se prapt nahi ho pata hai. In baaton ko dhayan rakhne par bahoot hi jald subh prapt ho sakte hai. Chaliye jane Bhagwan Ki Puja Kaise Kare – Aarti Karne Ki Jankari Hindi Me.

  • Padhiye : Shri Ganesh Puja Kaise Kare – Pooja Ki Vidhi Hindi Me.

Bhagwan ki puja kaise kare – niyam

  1. Surya, ganesh, durga, shiv aur vishnu, ye panchdev kehlate hai. Inki puja sabhi karye me anivarya rup se ki jaani chahiye. Pratidin pujan karte samay in panchdev ka dhyan karna chahiye. Isse lakshmi kripa aur smridhi prapt hoti hai.
  2. Shivji, ganeshji aur bhairavji ko tulsi nahi chadani chahiye.
  3. Maa durga ko durva (ek prakar ki ghas) nahi chadni chahiye. Yeh ganeshji ko vishesh rup se arpit ki jaati hai.
  4. Surya dev ko sankh ke jal se aradhya nahi dena chahiye.
  5. Tulsi ka patta bina snan kiye nahi todna chahiye. Shastron ke anusaar yadi koi vyakti bina nahaye hi tulsi ke patte ko todta hai to pujan me aise patte bhagvaan dvara svikaar nahi kiye jaate hai.
  6. Shashtron ke anusaar devi devtaon ka pujan din me paanch baar karna chahiye. Subah 5 se 6 baje tak braham muharat aur aarti honi chahiye. Iske baad subah 9 se 10 baje tak dusri baar ka pujan. Dopehar me tisri baar pujan karna chahiye. Is pujan ke baad bhagvaan ko shayan karvana chahiye. Shaam ke samay chaar-paanch baje dubara pujan aur aarti. Raat ko 8-9 baje shayan aarti karni chahiye. Jin gharon me niyamit rup se paanch baar pujan kiya jaata hai, vahan sabhi devi devtaon ka vaas hota hai. Aur aise gharo me dhan-dhanye ki koi kami nahi hoti hai.
  • Padhiye : Navratri Puja Kaise Kare
  1. Plastic ki bottel me ya kisi apvitra dhaatu ke bartan me gangajal nahi rakhna chahiye. Apavitra dhatu jaise aluminum aur lohe se bane bartan. Gangajal taambe ke bartan me rakhna subh rehta hai.
  2. Striyon ko aur apvitra avastha me purushon avastha ko shankh nahi bajana chahiye. Yeh is niyam ka paalan nahi kiya jaata hai to yeh shankh bajaya jaata hai, vahan se devi lakshmi chali jaati hai.
  3. Mandir aur devi devtaon ki murti ke samne kabhi bhi peeth dikhakar nahi baithna chahiye.
  4. Ketki ka phool shivling par arpit nahi karna chahiye.
  5. Kisi bhi puja me manokamna ki safalta ke liye dakshin avashya chadani chahiye. Dakshin arpit karte samay apne doshon ko chodne ka sankalp chahiye. Doshon ko jaldi se jaldi chodne par manokamnayen avashye purn hongi.
  6. Durva (ek prakar ki ghas) ravivaar ko nahi todni chahiye.

Bhai Dooj Kaise Manaye 

loading...

दोस्तो से शेअर करे : Sharing is Caring

  • Click to share on WhatsApp (Opens in new window)
  • Click to share on Facebook (Opens in new window)
  • Click to share on Google+ (Opens in new window)
  • Click to share on Pinterest (Opens in new window)
  • Click to share on Twitter (Opens in new window)
  • More
  • Click to share on LinkedIn (Opens in new window)
  • Click to share on Telegram (Opens in new window)
  • Click to print (Opens in new window)
  • Click to share on Reddit (Opens in new window)
  • Click to share on Tumblr (Opens in new window)
  • Share on Skype (Opens in new window)
  • Click to share on Pocket (Opens in new window)

Filed Under: Tyohar - Fastivals Tagged With: Bhagwan

Life Partner Select Kaise Kare | Sahi Humsafar Kaise Chune

Life Partner Select Kaise Kare | Sahi Humsafar Kaise Chune

Shadi Se Pahle Kaise Sawal Puche | Life Partner Se Kaise Question Kare

Shadi Se Pahle Kaise Sawal Puche | Life Partner Se Kaise Question Kare

Anjan Ladki Se Kaise Baat Kare | Baat Karne Ke Tarike and Tricks

Anjan Ladki Se Kaise Baat Kare | Baat Karne Ke Tarike and Tricks

Ladki Ko Date Kaise Kare | Dating Karne Ke Best Tips

Ladki Ko Date Kaise Kare | Dating Karne Ke Best Tips

  • Khud Se Pyar Kaise Kare | Happy and Romantic Rahne Ke Tarike
  • Facebook Se Ladki Kaise Pataye | Tarike and Tricks Ki Jankari Hindi Me
  • Janam Din Kaise Manaye | Birthday Celebration Tips | जन्मदिन कैसे मनाएं
  • Girlfriend Ki Rone Ki Aadat Ko Kaise Chhudaye | Important Tricks

Copyright © 2018 · Metro Pro Theme on Genesis Framework · WordPress · Log in